Bata du Kya

Aaj thoda pyar jata du kya,Tum meri ho sab ko bata doon kya, Teri kalai jo pakad loon main,Hay Meri jaan gawa doon kya, Mera kamra  bahut udaas sa hai,Teri ek photo laga doon kya, Tujhe likhna mein din chala gaya, Sochne mein raat bitaa doon kya..!!!
http://dlvr.it/S4gXSq

Comments