Muje ab nind ki talash nahi🖤
Ab rato ko jagna acha lagta he😊

Muje nahi malum ke wo Meri kismat me he ya nahin🖤
Magar khuda se use mangna Acha lgta he😊

Jane muje haq he ya nahi par🖤
Uski apni jaan se jyda parvaah krna Acha lgta he😊

Use pyar krna sahi he ya nahi🖤
Par is ahassh ko  jeena Acha lgta he😊

Kabhi ham sath honge ya nahi🖤
Par ye khawab dekhna Acha lgta he😊

Wo mera he ya nahi par🖤
Use apna kehna acha lgta he😊

Dil ko behlaya bahut par manta hi nahi🖤 
Sayd ise bhi uske liye Dhadkana acha lgta he😊❤️



 #Best
#Fav #Dedicated

Comments