Muje ab nind ki talash nahi🖤Ab rato ko jagna acha lagta he😊 Muje nahi malum ke wo Meri kismat me he ya nahin🖤Magar khuda se use mangna Acha lgta he😊 Jane muje haq he ya nahi par🖤Uski apni jaan se jyda parvaah krna Acha lgta he😊 Use pyar krna sahi he ya nahi🖤Par is ahassh ko  jeena Acha lgta he😊 Kabhi ham sath honge ya nahi🖤Par ye khawab dekhna Acha lgta he😊 Wo mera he ya nahi par🖤Use apna kehna acha lgta he😊 Dil ko behlaya bahut par manta hi nahi🖤 Sayd ise bhi uske liye Dhadkana acha lgta he😊❤️  #Best #Fav #Dedicated http://dlvr.it/Rtw0GQ
http://dlvr.it/RtwQMG

Comments